Love shayari 2020 ( shayari aise ki Dil khush ho jaye)

Teri Mohabbat ke liye




Nazre Karam Mujh Par Itna Na Kar,
Ki Teri Mohabbat Ke Liye Baagi Ho Jaaun,
Mujhe Itna Na Pila Ishq-E-Jaam Ki,
Main Ishq Ke Jahar Ka Aadi Ho Jaaun.
नज़रे करम मुझ पर इतना न कर,
की तेरी मोहब्बत के लिए बागी हो जाऊं,
मुझे इतना न पिला इश्क़-ए-जाम की,
मैं इश्क़ के जहर का आदि हो जाऊं
Sirf tumhare ho jaye

Hamen Seene Se Lagakar Hamari Sari Kasak Door Kar Do,
Ham Sirf Tumhare Ho Jaye Hamen Itna Majaboor Kar Do.
हमें सीने से लगाकर हमारी सारी कसक दूर कर दो,
हम सिर्फ तुम्हारे हो जाऐ हमें इतना मजबूर कर दो।
Apni Kalam Se Dil Se Dil Tak Ki Baat Karte Ho,
Seedhe Seedhe Kah Kyon Nahin Dete Ham Se #Pyar Karte Ho.
अपनी कलम से दिल से दिल तक की बात करते हो
सीधे सीधे कह क्यों नहीं देते हम से #प्यार करते हो।
Ye Zaroori Nahin Hai Ki Har Baat Par Tum Mera Kaha Mano,
Dahleej Par Rakh Di Hai Chahat Aur Ab Aage Tum Jaano.
ये ज़रूरी नहीं है की हर बात पर तुम मेरा कहा मानो,
दहलीज पर रख दी है चाहत और अब आगे तुम जानो।
Advertisement
Kadak Sardi Mein Jalti Hui Alaav Se Ho Tum,
Aanch Had Se Zyada Ho To Bhi Door Nahin Raha Jata.
कड़क सर्दी में जलती हुई अलाव से हो तुम,
आँच हद से ज़्यादा हो तो भी दूर नहीं रहा जाता।
Tapakti Hai Nigahon Se... Jhalakti Hai Adaon Se,
Mohabbat Kaun Kahta Hai Ki Pahchani Nahin Jati ?
टपकती है निगाहों से... झलकती है अदाओं से,
मोहब्बत कौन कहता है की पहचानी नहीं जाती ?
Ham Se Na Ho Sakegi Mohabbat Ki Numaish,
Bas Itna Jante Hai Tumhe Chahte Hain Ham.
हम से न हो सकेगी मोहब्बत की नुमाइश,
बस इतना जानते है तुम्हे चाहते है हम।
Advertisement
Bentiah Mohabbat


Ghayal Kar Ke Mujhe Usne Poochha,
Karoge Kya Phir Mohabbat Mujhse,
Lahoo-Lahoo Tha Dil Mera Magar
Honthon Ne Kaha Beintha-Beintha.
घायल कर के मुझे उसने पूछा,
करोगे क्या फिर मोहब्बत मुझसे,
लहू-लहू था दिल मेरा मगर
होंठों ने कहा बेइंतहा-बेइंतहा।

Tere was pass Rahu
Nahin Hai Ab Koi Justaju Is Dil Mein E Sanam,
Meri Pahli Aur Aakhiri Aarzoo Bas Tum Ho.
नहीं है अब कोई जुस्तजू इस दिल में ए सनम,
मेरी पहली और आखिरी आरज़ू बस तुम हो।


Mere ountho par
Mere Hontho Par Lafz Bhi Ab Teri Talab Leke Aate Hain,
Tere Jikr Se Mahkte Hain Tere Sajde Me Bikahar Jate Hain.
मेरे होंठो पर लफ्ज़ भी अब तेरी तलब लेकर आते हैं,
तेरे जिक्र से महकते हैं तेरे सजदे में बिखर जाते हैं।

Aise kya bolu
Aisa Kya Bolun Ki Tere Dil Ko Chhoo Jaye,
Aisi Kisse Dua Maangu Ki Tu Meri Ho Jaye,
Tujhe Paana Nahin Tera Ho Jaana Hai Mannat Meri,
Aisa Kya Kar Doon Ki Ye Mannat Poori Ho Jaye.
ऐसा क्या बोलूं कि तेरे दिल को छू जाए,
ऐसी किससे दुआ मांगू कि तू मेरी हो जाए,
तुझे पाना नहीं तेरा हो जाना है मन्नत मेरी,
ऐसा क्या कर दूं कि ये मन्नत पूरी हो जाए।

Comments